Ya Rabbe Mutafa Tu Mujhe Hajj Pe Bula Lyrics || Hafiz Tahir Qadri Naat Songs || Naat
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula...
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera....
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera....
a Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Labbaik allahuma labbaik.......!
Labbaik allahuma labbaik.......!
Hajj ka Sharaf ho fir ata Ya Rabbe Mustafa
Meetha Madina fir dikha Ya Rabbe Mustafa
Meetha Madina fir dikha Ya Rabbe Mustafa
Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera
a Allah..... Ya Allah...... Allah.........!
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah........!
Rukh Soo-e-Kaaba Hath mein Zamzam ka Jaam ho
Pee kar karun Mein fir Dua Ya Rabbe Mustafa
Pee kar karun Mein fir Dua Ya Rabbe Mustafa
Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula...
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera...
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera...
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Roti rahe jo Har Gadi Ishke Rasool mein
Wo Aankh de de Ya Khuda Ya Rabbe Mustafa
Wo Aankh de de Ya Khuda Ya Rabbe Mustafa
Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera...
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera...
Mere Maula Karam ho Karam
Mere Maula Karam ho Karam
Mere Maula Karam ho Karam
De de Tawafe Khana-e-Kaaba ka fir Sharaf
Farma Ye Pura Mudd'aa Ya Rabbe Mustafa
Farma Ye Pura Mudd'aa Ya Rabbe Mustafa
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera
Aankhon mein Jalwa Shah ka Aur Lab pe Naat ho
Jab Rooh Tan se ho Juda Ya Rabbe Mustafa
Jab Rooh Tan se ho Juda Ya Rabbe Mustafa
Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Firdos mein Pados de Apne Habeeb ka
Maula Ali ka Wasta Ya Rabbe Mustafa
Maula Ali ka Wasta Ya Rabbe Mustafa
Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Sab Ahle Khana Sath mein ho Kaash chal padhe
Soo-e-Madina Kafila Ya Rabbe Mustafa
Soo-e-Madina Kafila Ya Rabbe Mustafa
Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Mujko Baki-e-Paak mein Madfan Naseeb ho
Gausul Wara ka Wasta Ya Rabbe Mustafa
Gausul Wara ka Wasta Ya Rabbe Mustafa
Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Tu Behisab bakhsh de Attare Zaar ko
Tujko Nabi ka Wasta Ya Rabbe Mustafa
Tujko Nabi ka Wasta Ya Rabbe Mustafa
Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera
Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Ya Allah..... Ya Allah...... Allah.........
Aake mai dekhloo ankh se Ka'aba tera........!
..............................*****************...............................
If You Like this Naat ...... please Drop a comment!
0 Comments